7 important things...



Surah Al-Baqarah (7-9)



 (7-9) سُوۡرَةُ البَقَرَة

:ARABIC

بِسۡمِ اللهِ الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِ 


خَتَمَ اللّٰهُ عَلَىٰ قُلُوۡبِهِمۡ وَعَلٰى سَمۡعِهِمۡ‌ؕ وَعَلٰىٓ اَبۡصَارِهِمۡ غِشَاوَةٌ  وَّلَهُمۡ عَذَابٌ عَظِيۡمٌ‏ ﴿۷﴾  وَمِنَ النَّاسِ مَنۡ يَّقُوۡلُ اٰمَنَّا بِاللّٰهِ وَبِالۡيَوۡمِ الۡاٰخِرِ وَمَا هُمۡ بِمُؤۡمِنِيۡنَ‌ۘ‏ ﴿۸﴾  يُخٰدِعُوۡنَ اللّٰهَ وَالَّذِيۡنَ اٰمَنُوۡا ‌ۚ وَمَا يَخۡدَعُوۡنَ اِلَّاۤ اَنۡفُسَهُمۡ وَمَا يَشۡعُرُوۡنَؕ‏ ﴿۹﴾ 
URDU:


اللہ کے نام سے شروع جو بہت مہربان رحمت والا 


اللہ نے ان کے دلوں پر اور کانوں پر مہر کردی اور ان کی آنکھوں پر گھٹاٹوپ ہے، اور ان کے لئے بڑا عذاب، ﴿۷﴾  اور کچھ لوگ کہتے ہیں کہ ہم اللہ اور پچھلے دن پر ایمان لائے اور وہ ایمان والے نہیں، ﴿۸﴾  فریب دیا چاہتے ہیں اللہ اور ایمان والوں کو اور حقیقت میں فریب نہیں دیتے مگر اپنی جانوں کو اور انہیں شعور نہیں۔ ﴿۹﴾ 
ENGLISH:




In the name of Allah, the Compassionate, the Merciful. 



Allah hath set a seal upon their hearts and upon their hearing, and over their sights is a covering; and unto them shall be a torment mighty. ﴾7﴿  And of mankind are some who say: we believe in Allah and in the Last Day: whereas they are not believers. ﴾8﴿  They would deceive Allah and those who believe, whereas they deceive not save themselves, and they perceive not. ﴾9﴿ 

Allah ki yaad main he dilon ka chain hai.




Kisi ALLAH walay say sawal kiya gya k ma'asiyyat our ALLAH ki nafarmaani k waqt neend nahin aati our naa hi susti paida hoti hai.
iss k bara'aks ALLAH ki ibaadat kartay waqt neend ka ghalba ho jaata hai our so jaanay ko dil chahta hai aisa kiu hota hai?




Jawab mila.


ALLAH ki na-farmaani our ma'asiyat dar-asal kaanton ka bistar hai neend kiun kar aaye gi?
iss kay bar'aks ALLAH ki ibaadat goyaa phoolon ka bistar hai jiss pay let'tay hi insaan jismaani our roohaani tor par sakoon ho jaata hai our jab insaan par sakoon ho to neend ka ghaalib aa hi jaati hai.

Magr !!!




Sanjeeda bano lekin Talkh mizaa nahi.
Bahadur bano magar Jald-baaz nahiin.
Haleem bano magar ghulaami ki had tak na pohncho.

Surah Al- Baqaraah (4-6)

                  (4-6)   سُوۡرَةُ البَقَرَة




ARABIC:




بِسۡمِ اللهِ الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِ 

وَالَّذِيۡنَ يُؤۡمِنُوۡنَ بِمَۤا اُنۡزِلَ اِلَيۡكَ وَمَاۤ اُنۡزِلَ مِنۡ قَبۡلِكَۚ وَبِالۡاٰخِرَةِ هُمۡ يُوۡقِنُوۡنَؕ‏ ﴿۴﴾  اُولٰٓٮِٕكَ عَلٰى هُدًى مِّنۡ رَّبِّهِمۡ‌ وَاُولٰٓٮِٕكَ هُمُ الۡمُفۡلِحُوۡنَ‏ ﴿۵﴾  اِنَّ الَّذِيۡنَ كَفَرُوۡا سَوَآءٌ عَلَيۡهِمۡ ءَاَنۡذَرۡتَهُمۡ اَمۡ لَمۡ تُنۡذِرۡهُمۡ لَا يُؤۡمِنُوۡنَ‏ ﴿۶﴾ 



URDU:



اللہ کے نام سے شروع جو بہت مہربان رحمت والا 






اور وہ کہ ایمان لائیں اس پر جو اے محبوب تمہاری طرف اترا اور جو تم سے پہلے اترا اور آخرت پر یقین رکھیں، ﴿۴﴾  وہی لوگ اپنے رب کی طرف سے ہدایت پر ہیں اور وہی مراد کو پہنچنے والے۔ ﴿۵﴾  بیشک وہ جن کی قسمت میں کفر ہے ا نہیں برابر ہے، چاہے تم انہیں ڈراؤ، یا نہ ڈراؤ، وہ ایمان لانے کے نہیں۔ ﴿۶﴾ 



ENGLISH:




In the name of Allah, the Compassionate, the Merciful. 




And who believe in that which hath been sent down unto thee and that which hath been sent down before thee and of the Hereafter they are convinced. ﴾4﴿  These are on guidance from their Lord, and these they are the blissful ones. ﴾5﴿ Verily those who have disbelieved, it is equal to them whether thou warnest them or warnest them not; they will not believe. ﴾6﴿ 

Hadees # 3.





Imaan our aqaaid ki darustagi yaani Kalima taiyyaba parhnay k baad tamam faraaiz main sab say eham fariza NAMAZ hai.
Aaqa o Moula alaihi salaam ka irshaad e garaami hai,


" ALLAH taala nay meri ummat par tamaam cheezon say pehle namaz farz ki our qayamat main sab say pehle namaaz he ka hissab liya jaye ga."

Qoul e Farooq e Aazam..





Hazrat Saeed bin musayyab r.a. nay bayan kya k :
Hazrat Umar r.a. nay farmaaya k :




"Har baat ko jitna mumkin ho sakay khair par mahmool kar."

Rishton ki khoobsurti..




Rishton ki khoobsurti aik doosray ki baat ko bardasht karnay main.
Bay-aib insaan talaash karo gay to akelay reh jaao gay.

Aaj ki achi baat..





AAJ ki achi baat :


BURA WAQT.. 
" wo shafaaf aaina hai jo boht saaray chehray waziha kar deta hai.
our
ACHA WAQT..
"acha waqt baadlon ki tarha hai jo sooraj ki tapish tak ko rok leta hai.

Bhullay Shah .





parh parh kitaaban ilam diya tu naam rakh lya QAZI
hath wich phar k talwaar naam rakh lya GHAZI
makkay madinay ghoom aaya tay naam rakh lye HAJI
oo Bhulleyaa haasil ki keeta jay tu rab na keeta RAAZI




BABA BHULLAY SHAH rh.a.

Khubsurati.





Khoobsurat hona eham nahiin.
Eham hona Khoobsurti hai.

Hadees # 2 :







Aaqa o Moula alaihi salam ka farmaan e aali shaan/


" 5 cheezon ko 5 cheezon say pehle ghaneemat jaano.
  1.  Burhaapay say pehlay jawaani ko,
  2. Bemaari say pehle tan-darusti ko
  3. Faqeeri say pehlay ameeri ko
  4. Mashghooliyat say pehle fursat ko
  5. Moat say pehlay zindagi ko"


Ref::
Tirmizi Shareef

Surah e Baqara (1-3)

سُوۡرَةُ البَقَرَة





ARABIC:




بِسۡمِ اللهِ الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِ 






الٓمّٓۚ‏ ﴿۱﴾  ذٰ لِكَ الۡڪِتٰبُ لَا رَيۡبَۛۚۖ فِيۡهِۛۚ هُدًى لِّلۡمُتَّقِيۡنَۙ‏ ﴿۲﴾ الَّذِيۡنَ يُؤۡمِنُوۡنَ بِالۡغَيۡبِ وَ يُقِيۡمُوۡنَ الصَّلٰوةَ وَمِمَّا رَزَقۡنٰهُمۡ يُنۡفِقُوۡنَۙ‏ ﴿۳﴾



URDU:







اللہ کے نام سے شروع جو بہت مہربان رحمت والا 
الم ﴿۱﴾  وہ بلند رتبہ کتاب (قرآن) کوئی شک کی جگہ نہیں، اس میں ہدایت ہے ڈر والوں کو ﴿۲﴾  وہ جو بے دیکھے ایمان لائیں اور نماز قائم رکھیں اور ہماری دی ہوئی روزی میں سے ہماری میں اٹھائیں- ﴿۳﴾ 







ENGLISH:

In the name of Allah, the Compassionate, the Merciful. 


Alif. Lam Mim ﴾1﴿  This Book whereof there is no doubt, is a guidance unto the God-fearing. ﴾2﴿ Who believe in the Unseen, and establish prayer, and out of that wherewith We have provided them expend. ﴾3﴿ 

Ilam or Khof e Khuda.

Qoul e Imam Ghazali rh.a.






Imam Ghazali rh.a nay farmaya :


Ilm e Deen wo hai jo ALLAH taala ka khouf zayada kare.



Ref:
Makhzan e Ikhlaq

Hazrat Ibrahim adham rh.a.

Qoul e Hazrat Ibrahim Adham rh.a.








Hazrat Ibrahim adham rh.a. apni dua main youn kaha kartay 


" Ae ALLAH! 
Jo aasmaan ko zameen par girnay say rokay hoe hai ,
Dunya ko ibrahim say rokay rakh."
Ameen



Ref::
Makhzan e Ikhlaaq 

Daanaai .

Qoul e Farooq e Aazam r.a.










Hazrat Sufiyaan souri r.a. say riwayat hai , farmaaya:
Hazrat Sayyudna Umar e Farooq r.a. nay Hazrat moosa asha'ari r.a. k paas likha k

" Danaai umar k baray honay say nahin 
(hasil hoti).
Ye ALLAH taala ka atiyaa hai jiss ko chahta hai daita hai.
tum apnay aap ko kaminay kaamon our Buray Ikhlaq say bachao."




Ref:
(hayatul Sahab : ba hawala kaza fil kinz)

Ghum e Aakhirat..





Ghum e Dunya aik tareeki hai 
our
Ghum e Aakhirat dil main aik noor hai.

Life!



Life isn't about finding yourself life is about creating yourself.

Rab ki muhabbat..







Ye Baat Yaad rakho k :
Dunya ki Muhabbat say rab nahin milta lekin
RAB ki muhabbat say dunya our aakhirat dono mil jatay hain.

Insaniyat..




Insaniyat baish bahaa khazaana hai.
ussay libaas main nahiin
INSAN main talash karo.

Wasif Ali Wasif rh.a.

Jiss ko ahsaas na jagaaye. ussay kon jaga sakta hai!!



(Hazrat Wasif ali Wasif)

Hadees # 1





MAFHOOM e HADEES e MUBARAK:




Hazrat Abu Huraira r.a. say riwayat hai k 
NABI a.s. nay farmaya :




"ALLAH taala farmaata hai , 

 Ae Ibn e Aadam !

tu meri ibaadat kay liye farigh ho ja, main tera seena ghanaa say bhar doon ga our agar tu aissa na karay ga to tujhe boht say kaamon main masroof kar doon ga magr teri ghareebi door na karoon ga."


Ref :
(Mishkaat , ibn e maaja)

Surah e Fatiha

                     




                    سورة الفَاتِحَة





Arabic
بِسۡمِ اللهِ الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِ 
اَلۡحَمۡدُ لِلّٰهِ رَبِّ الۡعٰلَمِيۡنَۙ‏ ﴿۱﴾  الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِۙ‏ ﴿۲﴾ مٰلِكِ يَوۡمِ الدِّيۡنِؕ‏ ﴿۳﴾  اِيَّاكَ نَعۡبُدُ وَاِيَّاكَ نَسۡتَعِيۡنُؕ‏ ﴿۴﴾ اِهۡدِنَا الصِّرَاطَ الۡمُسۡتَقِيۡمَۙ‏ ﴿۵﴾  صِرَاطَ الَّذِيۡنَ اَنۡعَمۡتَ عَلَيۡهِمۡ ۙ ﴿۶﴾  غَيۡرِ الۡمَغۡضُوۡبِ عَلَيۡهِمۡ وَلَا الضَّآلِّيۡنَ‏ ﴿۷﴾ 




URDU


اللہ کے نام سے شروع جو بہت مہربان رحمت والا 

سب خوبیاں اللہ کو جو مالک سارے جہان والوں کا، ﴿۱﴾  بہت مہربان رحمت والا، ﴿۲﴾  روز جزا کا مالک، ﴿۳﴾  ہم تجھی کو پوجیں اور تجھی سے مدد چاہیں، ﴿۴﴾ ہم کو سیدھا راستہ چلا، ﴿۵﴾  راستہ ان کا جن پر تو نے احسان کیا ﴿۶﴾  نہ ان کا جن پر غضب ہوا اور نہ بہکے ہوؤں کا ﴿۷﴾ 


.


ENGLISH




In the name of Allah, the Compassionate, the Merciful. 



All praise unto Allah, the Lord of all the worlds. ﴾1﴿  The Compassionate, the Merciful. ﴾2﴿ Sovereign of the Day of Requital. ﴾3﴿  Thee alone do we worship and of Thee alone do we seek help, ﴾4﴿ Guide us Thou unto the path straight ﴾5﴿  The path of those whom Thou hast favoured. ﴾6﴿ Not of those on whom is indignation brought down, nor of the astray. ﴾7﴿ 

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
 

Designed By Blogs Gone Wild!